Ou suis je ?
Paroles Kishore Kumar Yeh Ladka Hai Allah lyrics
Parole de Yeh Ladka Hai Allah lyrics
Kishore Kumar
Paroles Kishore Kumar Yeh Ladka Hai Allah
Banno Ki Mehndi Kya Kehna
Banno Ka Joda Kya Kehna
Banno Lage Hai Phoolon Ka Gehna
Banno Ki Aankhen Kajrari
Banno Lage Sabse Pyaari
Banno Pe Jaaon Main Vaari Vaari
Banno Ki Saheli Resham Ki Dori
Chhup Chhup Ke Sharmaaye Dekhe Chori Chori
Banno Ki Saheli Resham Ki Dori
Chup Chup Ke Sharmaye Dekhe Chori Chori
Yeh Maane Ya Na Maane Main To Ispe Mar Gaya
Yeh Ladki Hai Allah Hai Hai Re Allah
Yeh Ladki Hai Allah Hai Hai Re Allah
Babul Ki Galiyaan Na Chad Ke Jaana
Paagal Deewana Isko Samjaana
Babul Ki Galiyaan Na Chad Ke Jaana
Paagal Deewana Isko Samjaana
Dekho Ji Dekho Yeh To Mere Peeche Pad Gaya
Yeh Ladka Hai Allah Hai Hai Re Allah
Yeh Ladka Hai Allah Hai Hai Re Allah
Lab Kahe Na Kahe Bolti Hai Nazar
Pyaar Nahin Chupta Yaar Chhupaane Se
Pyaar Nahin Chupta Yaar Chhupaane Se
Roop Ghoonghat Mein Ho To Suhana Lage
Baat Nahin Banti Yaar Bataane Se
Yeh Dil Ki Baatein Dil Hi Jaane Ya Jaane Khuda
Yeh Ladki Hai Allah Hai Hai Re Allah
Yeh Ladka Hai Allah Hai Hai Re Allah
Mangne Se Kabhi Haath Milta Nahin
Jodiyaan Banti Hai Pehle Se Sabki
Jodiyaan Banti Hai Pehle Se Sabki
Oh Leke Baaraat Ghar Tere Aaonga Main
Meri Nahin Yeh Marzi Hai Rab Ki
Are Ja Re Ja Yun Jhooti Muthi Baatein Na Bana
Yeh Ladka Hai Allah Hai Hai Re Allah
Yeh Ladka Hai Allah Hai Hai Re Allah
Banno Ki Saheli Resham Ki Dori
Chhup Chhup Ke Sharmaaye Dekhe Chori Chori
Babul Ki Galiyaan Na Chad Ke Jaana
Paagal Deewana Isko Samjaana
Yeh Maane Ya Na Maane Main To Ispe Mar Gaya
Yeh Ladki Yeh Ladki Haay Allah Haay Haay Re Allah
Yeh Ladka Hai Allah Hai Hai Re Allah
Yeh Ladki Hai Allah Hai Hai Re Allah
Yeh Ladka Hai Allah Hai Hai Re Allah
[ Merci à didouille d'avoir ajouté ces paroles ]
» Corriger les paroles ?
LES DEDICACES POUR Kishore Kumar
Par amal le 2008/03/14 13:13
wawwwwwwwww ç magnifique
La suite de l'actu de Kishore Kumar sur ton e-mail :
TOP 5 Musiques Kishore Kumar
-
1
-
2
-
3
-
4
-
5
ILS EN PARLENT DANS LES FORUMS
Sois le premier a lancer un sujet sur Kishore Kumar en cliquant ici !
Actualité Musique
Actualité People
Alanis Morissette sauvée grâce au cannabis !
La chanteuse canadienne a trouvé le moyen pour sortir de sa dépression : courir et fumer du cannabis.
FR
RSS
















