Paroles de Han Yeh Mana Meri Jaan

Lata Mangeshkar
Tauba tauba yeh jawaani!!! yeh jawaani kaa guroor!!!
Isq ke saamne sir fir bhi jhukaana hi para!!!
Kaisa kehte they naa aayenge magar, NAA AAYENGE MAGAR
Dil ne is tarah pukaara tumhe aana hi paraa
Yeh maan a meri jaan muhaabbat sazza hai!!!
Yeh maan a meri jaan, muhaabbat sazza hai
Mazza isme itna magar kis liye hai
Woh ek bekrari jo ab tak idhar thi wohi bekraari udhar kis liye hai
Abhi tak to is taraf thi ab us tarf kis liye hai kis liye hai
Pehalnaa naa jaane, badanla naa jane tamanna machalke sambhalna naa jane
Haan tamnna machalke sambhalna na jane!!!
Oh ho ho pehalnaa naa jaane badanla naa jane tamann machalke sambahlna naa jane
Karib aur aao, kadam to barao,
Jhukaa naa du mai toh sir toh yeh sir kis liye hai
Yeh maan meri jaan yeh muhaabbat sazza hai
Mazza isme magar kis liye hai
Nazare bhi dekhe ishare bhi dekhe, kai khubsoorat sahaare bhi dekhe...
Haan
Nazare bhi dekhe ishare bhi dekhe, kai khubsoorat sahaare bhi dekhe...
Naam kyaa cheez hai izzat kyaa hai
Sone chandi ki haqiqat kya hai
Lakh behlaye koi daulat se,
Pyaar ke saamne daulat kyaa hai
Oh ho ho nazare bhi dekhe ishare bhi dekhe, kai khubsoorat sahaare bhi dekhe...
Haan nazare bhi dekhe ishare bhi dekhe, kai khubsoorat sahaare bhi dekhe...
Aan
Jo maikhane jaakar mai saagar uthaun toh ye nashili nazar kisliye hai...
Haan yeh maana meri jaan muhabbat sazza hai mazza isme itna magar kisliye hai!!!
Yeh maana meri jaan muhabbat sazza hai mazza isme itna magar kisliye hai!!!
InterprèteLata Mangeshkar
LabelIUS
Paroles ajoutées par nos membresParoles ajoutées par nos membres