Ou suis je ?

Paroles Aaya Tere Dar Par

Aa.... Aa.... Aa.... Aa.... Aa.... Aa.. Aa..
Jo Bandishein Thi Zamaane Ki Tod Aaya Hoon
Main Tere Vaaste Duniya Ko Chhod Aaya Hoon
Aaya Tere Dar Par Diwaana -2
Aaya Hoon Aaya, Aaya Tera Diwaana
Aaya Tere Dar Par Diwaana -2
Tera Diwaana, Tera Diwaana, Tera Diwaana
Aaya Tere Dar Par Diwaana -2
Tera Diwaana, (tera)
Tera Diwaana, (diwaana)
Tera Diwaana, Tera
Tera Diwaana
Tera Diwaana, Tera Diwaana, Tera Diwaana
Aaya Tere Dar Par Diwaana -2
Ye Hai Tera Hi Saudaayee, Ye Hai Tera Hi Shahdaayee -2
Tere Ishq Mein Hai Isse Mar Jaana
Aaya Tere Dar Par Diwaana -2
Aa.... Aa.... Aa...

Tera Jalwa Jo Paaun, Main Har Gham Bhool Jaaun
Tera Jalwa Jo Main Paaun, Main Toh Har Gham Bhool Jaaun
Ye Aansoo Jo Hai Behte, Bas Itna Hai Ye Kehte
Kahaan Tu Aur Kahaan Main, Paraaya Hoon Yahaan Main
Aa... Karam Itna Agar Ho, Ki Mujh Par Ik Nazar Ho
Karam Itna Agar Ho, Ki Mujh Par Ik Nazar Ho
Jaan-o-dil Vaar Doon Main, Zindagi Haar Doon Main
Jaise Shama Pe Marta Hai Parvaana
Aaya Tere Dar Par Diwaana -2
Aaya Aa...... Aa.... Aa....
Aaya Tere Dar Par Tera Hi Diwaana -2
Diwaana Tera -5 Aa......
Diwaana Tera -3 Aa......
Diwaana Tera -3
Aaya Tere Dar Par Diwaana, Diwaana, Diwaana
Aaya Kis Mod Pe Afsaana -6 (Aa........)

Aa...... Aa...... Aa......
Ye Sitam Ka Rivaaj Kyun Hai, Jaisa Hai Ye Samaaj Kyun Hai
Ye Duniya Ki Hai Rasmein, Main Hoon Ab Inke Bas Mein
Ye Jo Duniya Ki Hai Rasmein, Main Hoon Ab Inke Hi Bas Mein
Na Poochho Kya Gila Hai, Mujhe Gham Kyun Mila Hai
Tumhein Main Kya Bataaun, Mohabbat Jurm Hai Kyun


Koyi Rota Hai Kyun, Aisa Hota Hai Kyun
Kyun Dil Se Har Ek Hai Anjaana
Aaya Kis Mod Pe Afsaana -2
Ye Kis Maahol Mein Ham Hain, Khushi Ke Bhes Mein Gham Hain
Kisse Apna Kahe Kisse Beghaana
Aaya Kis Mod Pe Afsaana -2
Aa...... Aa......
Aaya Kis Mod Pe Mera Afsaana -2
Afsaana Mera -4 Afsaana Mera -2
Afsaana Mera -3 Afsaana Mera -2
Afsaana Mera -3
Aaya Kis Mod Pe Afsaana, Afsaana, Afsaana
Aaya Kis Mod Pe Afsaana -4 (Aa.....aa…aa…)

[ Merci à Jérémy d'avoir ajouté ces paroles ]
» Corriger les paroles ?

Envoyer ta dédicace au sujet de Veer-Zaara :





LES DEDICACES POUR Veer-Zaara

  • Par sid le 2008/09/16 09:02

    MAIN YAHAAN HOON ,YAHAAN....

  • Par youmale le 2008/06/10 23:22

    c'est le seul film qui s'eleve mon ceour .il montre qu'il ya l'amour dans ce planete

  • Par soso le 2008/06/03 17:27

    il manke une lé prl dune chanson

  • Par sapna le 2008/06/02 12:32

    what a terrific movie i wish i can live a love story like this one i rely love sharokh and preity

  • Par Debbie le 2008/05/31 12:51

    ce film est vrémen super!!

  • Par mouna-suhana@hotmail.fr le 2008/05/18 23:34

    contunier shahrukh khan ta une très bon fils veer zaara,

  • Par khawlita le 2008/05/18 20:13

    j'ai adoré ce film , il est troooooop wa3er

Actualité People

Beyoncé : 70 chansons au compteur

Beyoncé : 70 chansons au compteur
La chanteuse R&B américaine a fini l'enregistrement de 70 chansons et entre dans une période de sélection.