Main Yahaan Hoon paroles
Paroles de la chanson Main Yahaan Hoon :
Jaanam, Dekh Lo, Mit Gayi Dooriyaan
Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan..
(Jaanam, Dekh Lo, Mit Gayi Dooriyaan
Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan) -2
Kaisi, Sarhadein, Kaisi Majbooriyaan
Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan
Tum Chhupa Na Sakogi Main Woh Raaz Hoon
Tum Bhoola Na Sakogi Woh Andaaz Hoon
Goonjta Hoon Jo Dil Mein Toh Hairaan Ho Kyun
Main Tumhaare Hi Dil Ki Toh Awaaz Hoon
Sun Sako, Toh Suno, Dhadkanon Ki Zabaan
Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan
Kaisi, Sarhadein, Kaisi Majbooriyaan
Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan
Main Hi Main Ab Tumhaare Khayaalon Mein Hoon
Main Jawaabon Mein Hoon, Main Sawaalon Mein Hoon
Main Tumhaare Har Ek Khwaab Mein Hoon Basa
Main Tumhaari Nazar Ke Ujaalon Mein Hoon
Dekhti, Ho Mujhe, Dekhti Ho Jahaan
Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan
Jaanam, Dekh Lo, Mit Gayi Dooriyaan
Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan
Kaisi Sarhadein, Kaisi Majbooriyaan
Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan
Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan
[ Merci à saly d'avoir ajouté ces paroles ]
Vous avez un site web ou un blog sur cet artiste / groupe ? Ajoutez-le ici !
Les dédicaces pour "Main Yahaan Hoon" :
Date: Aujourd'hui
Aucun commentaire ! Si tu veux etre le premier à mettre ton commentaire, tu peux le poster en utilisant le formulaire ci-dessus.